Monday, March 4, 2013

this is me

people like me think a lot....matlab ki chor diya jaye toh chhote reh jayenge... but when it comes to writing i couldnt concerate.... i cannot concentrate in many things.... i love to sit around without doing any thing.... agar koi hobby puche toh apna toh yahi hobby hai...... but as soon as you come to serious business.. ye saab chorna padta hai.... log kehte hai ki is aadat kpo chooro but you couldnt stop yourself.... bad habbits return....
aab mere cls mai hi dekh lo..... teacher sikhante hai.. read with purpose... look forward to your goal... par apna toh nishana hi nahi lag raha... kya batayun bahut buri haalat hai.... aur koi solution bhio nahi lag raha


pehle 10th board mai kam number aaye.. phir history repeated in 12th board.... phir soch abhi dikhata hoon seedha iit mai jaayunga... koi fayada nahi hua... lack of concentration ,,, bad sitting habits.... takinng excessive breaks between studies..... ye saab apna kaam karta hai...
phir socha itme mai kaam nahi chalega..... aab kuch bada karna padega.... maine bola abhi dikhata hoon... seedha delhi university mai top karoonga.... bihar ka jhanda oocha karna hai...par yaha mai iske kareeb tha...par yaha kismat beech mai aa gay... bitch please keh kar usne meri le li.....

par hosla nahi haara bola jab tak hai jaan naam kamana hai jhanda oocha karna hai... aab seedha ias top karoonga... par ssare bad habits peecha nahi chor rahe
1. apan ko ladki chahiye
2. apan ko badhiya khana chahiye
3. apan ko badhiya bistar chahiye
4. apan ko stress free life chahiye
5. apan ko aazadi ko .... freedom.... koi bandhan nahi
6. zyada padhan bhi nahi pare
7. institute k saare bacche apan ki ji hazoori kare
8. apan ko toh sharukh khan "status" chahiye.


p.s : the place where i can put my heart out... "thank you " blogspot

No comments:

Post a Comment